Ahmed Jalbani
The Day She Left
Jo meri ankhoon say khawaab dakho
to aik bhi shab na so sako gai
ke laakh chaho na hans sako gai
hazaar chaho na ro sako gai
ke khawaab kia hain azaab hain yeh
meray dukhoon ki kitaab hain yeh
rifaqatain in main chhoot ti hain
mohabbatain in main rooth ti hain
lapat ti hain in main wehshatain si
aziyatain in main phoot ti hain
inhi ke dar say hain khizan main jazbay
inhi say shakhain si toot ti hain
ghamoon ki bandish hain khawaab meray
dukhoon ki baarish hain khawaab meray
ubal raha hay dukhoon ka lawa
rehene aatish hain khawaab meray
khayaal saray jhulas gaye hain
sulagti khawahish hain khawaab meray
ukharti sansain hain zindagi ki
hawa ki sazish hain khawaab meray
jo meri ankhoon say khawaab daikko
jo meri ankhoon say khawaab daikho
to aik bhi shab na so sako gai
(Wasi Shah)
The Day She Left
Jo meri ankhoon say khawaab dakho
to aik bhi shab na so sako gai
ke laakh chaho na hans sako gai
hazaar chaho na ro sako gai
ke khawaab kia hain azaab hain yeh
meray dukhoon ki kitaab hain yeh
rifaqatain in main chhoot ti hain
mohabbatain in main rooth ti hain
lapat ti hain in main wehshatain si
aziyatain in main phoot ti hain
inhi ke dar say hain khizan main jazbay
inhi say shakhain si toot ti hain
ghamoon ki bandish hain khawaab meray
dukhoon ki baarish hain khawaab meray
ubal raha hay dukhoon ka lawa
rehene aatish hain khawaab meray
khayaal saray jhulas gaye hain
sulagti khawahish hain khawaab meray
ukharti sansain hain zindagi ki
hawa ki sazish hain khawaab meray
jo meri ankhoon say khawaab daikko
jo meri ankhoon say khawaab daikho
to aik bhi shab na so sako gai
(Wasi Shah)