DawateIslami
Ajeeb-o-Ghareeb Bagh
Hazrat Abdullah Bin Masood ne farmaya k un Logon ne sachay dil se Tauba karli to Allah ne un Logon ki Tauba qabool farma li aur phir un Logon ko iske badlay ek dosra Bagh ata farma diya jis main bahut ziada aur bahut baray baray phal aane lagay. Us Bagh ka naam "Haiwan" tha aur us main ek ek Angoor (Grape) itna bara bara hota tha k uska ek khosha ek khachar ka bojh ho jaya karta tha. Abu Khalid Yamani ka Bayan hai k main us Baghmain gaya tha to main ne dekha k us Bagh main Angooron (Grapes) k khoshay habshi aadmi k qad k braber baray thay. (Tafseer Sawi, Jild 6, Page 2216, Para 29, Surah Qalam 32)