Back to photostream

THIS IS WHAT U MAY NOT KNOW

 

Chizain Jo Marne K Baad Zinda Rehti Hain

 

Dil :10 Mins

Dimag :20 Mins

Ankh :4 Hrs

Jild :5 Days

Haddi :30.Days

Naik AAMAL : Hamesha Hamesha.

 

Kuch Chizein Jo Hum Namaz Me Roz Padhte Hain Lekin Unka TARJUMA Nahi Jante.

 

*  SANA:-

Subhanakallahumma Wabi hamdika Wa tabarakasmuka Wat'ala Jadduka Walaailaha Gairuka.

*  TARJUMA:-

Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi.

 

*  RUKU ME:-

Subhana Rabbiyal Azim

*  TARJUMA:-

Paak he mera Rab Azmat wala.

 

*  RUKU SE UTHTE WAQT:-

SamiAllahu Liman Hamida.

Rabbana Lakal Hamd.

*  TARJUMA:-

Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.

Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.

 

*  SAJDE ME:-

Subhana Rabbiyal A'ala.

*  TARJUMA:-

Paak he mera Rab Badi Shan wala.

398 views
0 faves
0 comments
Uploaded on September 10, 2013
Taken on September 9, 2013