Back to photostream

How To Improve Your Memory

Visit www.aurado-wazaif.blogspot.com or www.islamiwazaif.com

Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees, Masnoon Duain, Durood Sharif, Complete Quran Pak with Urdu and English translation, ghareloo totkay in urdu, beauty tips in urdu, health tips in urdu and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.

 

Facebook Page: www.facebook.com/islamiwazaifurdu

Youtube Channel: www.youtube.com/channel/UCRlhhJmhg3PNF7T_mrKGNgg

Twitter: www.twitter.com/iftikharalamsbg

plus.google.com/116083544705757703790

 

Hamara mind 1 pecheeda machine se bhi pechida ha is liye is ki behtari or nasho numa ke liye chand hidayaat peshe khidmat hein jin ki badolat aap ki yad dasht behtar ho sakti ha.

 

1. Hamesha raat ko jaldi sone ki habit apnaye or subah saweray uthna apna mamool banayen.

 

2. Raat ko sote waqt tamam din ki talkh or deegar batein bar bar zehan mein na layen balkay pur sukoon neend ko tarjeeh dein.

 

3. Pur sukoon neend ke liye zaroori ha ke hawadar jaga ka selection karein kiyounkay oxygen dimagh ke liye bohat zaroori ha.

 

4. Subah saweray uth kar Namaz ke baad exercise zaroor karein. Kiyounkay oxygen dimaghki khoorak ha is liye dorane exercise lambay lambay saans lekar zehan ko taro taza karein.

 

5. Games na sirf children ke liye mufeed ha balkay ye tamam age ke afrad ki zehni basat ko barhati hein, is lie koi interesting game zaroor khelen.

 

6. Games dimagh ki behtareen exercise sabit hoti hein, is liye differenet or interesting games se dimaghi salahiyat ko mazboot karein.

 

7. Hamesha achi or sada ghiza khayen.

 

8. Blood pressure or sugar ka ilaj karein, ye yad dasht ko bohat ziyada mutasir karte hein.

3,206 views
0 faves
0 comments
Uploaded on August 5, 2015