Back to photostream

Reetha Ke Fawaid

Visit www.aurado-wazaif.blogspot.com or www.islamiwazaif.com

Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees, Masnoon Duain, Durood Sharif, Complete Quran Pak with Urdu and English translation, ghareloo totkay in urdu, beauty tips in urdu, health tips in urdu and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.

 

Facebook Page: www.facebook.com/islamiwazaifurdu

Youtube Channel: www.youtube.com/channel/UCRlhhJmhg3PNF7T_mrKGNgg

Twitter: www.twitter.com/iftikharalamsbg

plus.google.com/116083544705757703790

 

Mirgi ke mareez ko dora ke waqt sirf reetha pees kar soonghaye to use foran hosh aa jata ha. Mirgi ke mareez ke galay mein reetha latkana bhi faida mand sabit hota hai.

 

Jis bachay ki eyes neeli ho, in ko siyah banane ke lie post reetha ko jala kr roghan e zaitoon mein mila kar bache ki khopri par lagaya karein to eyes siyah ha jayen gi.

 

Reetha 4 masha, Half pao water mein bhigo kar jhaag uthayen or chaan kar pilayen to purane dasto ko mufeed hai.

 

Agar post reetha ko pani mein pees kar ghar mein chirak diya jae to bichoo har giz ghar mein nahi aata. Wo is ki boo se bhagta hai.

 

Jo shakhs roti khane se peshtar 2 rati safoof post reetha ko use karte hein un par zehar asar nahi karta.

4,132 views
0 faves
0 comments
Uploaded on June 14, 2015