Back to photostream

Long Ke Fawaid

Visit www.aurado-wazaif.blogspot.com or www.islamiwazaif.com

Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees, Masnoon Duain, Durood Sharif, Complete Quran Pak with Urdu and English translation, ghareloo totkay in urdu, beauty tips in urdu, health tips in urdu and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.

 

Facebook Page: www.facebook.com/islamiwazaifurdu

Youtube Channel: www.youtube.com/channel/UCRlhhJmhg3PNF7T_mrKGNgg

Twitter: www.twitter.com/iftikharalamsbg

plus.google.com/116083544705757703790

 

 

Clove mein strong jaraseem kush khuwas shamil hein or apne andar tazgi ki khusoosiyat rakhta hai. Is ke use se kharish or surh bada waghera afaqa hota hai aaj kal is ka use tibbi creams or packs mein hota hai. Teeth ke liye useful ha or saans mein taro tazgi paida karta hai. Khawateen khane pakane mein khushboo or zaiqe ke liye long ka use karti hein hikma ke mutabiq teeth mein dard ki soorat mein long ka use behtareen hai. Yehi waja ha k bohat se diseases ke ilaj ke liye zamana qadeem se use kiya ja raha hai. Khano mein is ka musalsal use hair ko black or khoobsurat banata hai. Expert ise skin ki hifazat karne wali tamam aqsam ki creams mein use karte hein. Is ka oil jild ke massage ke liye behtareen hai.

 

7,563 views
1 fave
0 comments
Uploaded on June 10, 2015